Saturday, April 20, 2013
kya ye vahi hindustan he
aaj ye likhte hue bada dukh ho raha hai ki hamari rajdhani delhi me ek choti nanhin pari jasi bachi ke sath darindgi ki sari hadein par kar di gai or hamari sarkar aashvasan de rahi he . ye vahi delhi hai jisme thode dinon pehle ek ladki ke sath chalti bus me rape hua tha . ye vahi delhi he jahan sarkar vikas ka modal khada kar rahi he me ek sawal puchta hun kya ye desh ka vikas ho raha he? nahin desh ko pawbhaji ki tareh hamere neta kha rahen hen. p m sahab so rehe hain . soniya ji kahengi to uthnge or khuvh bolenge , desh ,me itna basa kand ho gay or pm ka koi bayan nahin aaya kyon? kya ye wahi hindustan he jahan orat ki uja hoti thi. agar wo balatkari pakad liya gaya to kya hoga 8 -..10 din mamala garam rehega or bad me chod diya jayga . ye mera mahan desh he yahan par aise logo ka raj he jo atankiyon ke hath aapni ma ko bech chuke hain. or nahin likh sakta rona aa raha he bhagwan us bachi ko jindgi de ...................
Saturday, July 17, 2010
haryana sarkar badh rokene mein fail
haryan sarkar badh rokene ke apne har dave pe fail ho gai hai . ab cm sahab ko istifa de dena chahiye . fatehabator annya jilo kii badh rokene ke liye foj tak bula li par kya fayeda 70 futki darar koi mamuli darar nahin pura rasta hai .
chalo jo hoga vo bhagwan ki marji , par is badh ne kai vadon ki polkhal di hai .
chalo jo hoga vo bhagwan ki marji , par is badh ne kai vadon ki polkhal di hai .
Saturday, May 8, 2010
Jago sarkar ke mantriyon Jago
namaskar aaj aapke liye ek nayi or taza khabar ye hai ki hamare grah mantri g ne bayan diya ki pichle ek sal mein desh mein koi aatankwadi gahtna nahin hui , koi puche inse ke jaipur ke petrol godam mein aag kya aatankvadi ghatna nahin thi jisko bujhane ke liye sarkar ne kosish ki par haindustan sarkar use bujha nahi pai , aise aag atankvadiyon ne nahin to phir kisne lagai .par inhen kon bataye . ye sare mantri ac caron mein or ac offic mein bathne ke liye banaye gaye jhain , or sirf bayan dete rehtein hain .
agr meri kalam ki aavaj in mantrion tak pahunche to shyad unhein lage ki vo kya khe rahe hain or desh mein kya ho raha hai .
agr meri kalam ki aavaj in mantrion tak pahunche to shyad unhein lage ki vo kya khe rahe hain or desh mein kya ho raha hai .
Saturday, May 1, 2010
Hitenshan line bani shoepice
haryana mein hitenshan line gavon me sarkar ne lagvo to di par ab vo chalu nahin hop pa rahi hai .jabki gavon mein ye line graminon ke liye khatra bani hui hai is par rabur cote bhi nahin hai or ye gavon ki har gali mein lagi hur he . gramino ki mang hai ki isko rubercoted karke chalu kiya jai
Sarkar he ya bachon ka khel
haryana mein panchayat chunav ka sara draw highcort ke order se dubara nikala gaya hai . bhai sarkar pehle khan gai thi chunav ayog pehle kahan gaya tha .
kya sarkar janti hai jin gavon mein pehle junrul sits thi unme pratyasiyon ne mehphile sajani shuru kar di thi kai to jamin bech bech ke sarpanch banna chahte the ,unko ab pata chala ki set hi reserve ho gai hai or voter kla kya vo jisko vote dene ka man bana chuka tha use kaise vote dega .
hindustan hai bhai kuch bhi ho sakta hai
kya sarkar janti hai jin gavon mein pehle junrul sits thi unme pratyasiyon ne mehphile sajani shuru kar di thi kai to jamin bech bech ke sarpanch banna chahte the ,unko ab pata chala ki set hi reserve ho gai hai or voter kla kya vo jisko vote dene ka man bana chuka tha use kaise vote dega .
hindustan hai bhai kuch bhi ho sakta hai
Ya ke bani
ram ram bahieon kai dina mein tem mila . aaj ki khabar hai ki sarkar ne panchat chunav ke latri dubara nikali hai . pehleyan jo sarpanchi ke chunavan mein kade the unne nire pauve , botal logaga te pya di eb bera patya ki sit to reserve hogi . sarkar ne nue nehin sovhi ki un ka ke baenaga jinna kille bach ke chunav ladan ki taiyari kar rakhi thi . challo dekhan ge chunav ki date kab aavagi , ib to tel dekho tel ki dhar dekho .
ya pure haryanvi khabar se jabbe is bhasha mein likkhi se .
ya pure haryanvi khabar se jabbe is bhasha mein likkhi se .
Subscribe to:
Comments (Atom)