Saturday, April 20, 2013


kya ye vahi hindustan he

aaj ye likhte hue bada dukh ho raha hai ki hamari rajdhani delhi me ek choti nanhin pari jasi bachi ke sath darindgi ki sari hadein par kar di gai or hamari sarkar aashvasan de rahi he .  ye vahi delhi hai jisme thode dinon pehle ek ladki ke sath chalti bus me rape hua tha . ye vahi delhi he jahan sarkar vikas ka modal khada kar rahi he  me ek sawal puchta hun   kya ye desh ka vikas ho raha he? nahin  desh ko  pawbhaji ki tareh hamere neta kha rahen hen.  p m sahab so rehe hain . soniya ji kahengi to uthnge or khuvh bolenge , desh ,me itna basa kand ho gay or pm ka koi bayan nahin aaya kyon?   kya ye wahi hindustan he jahan orat ki uja hoti thi.  agar wo balatkari pakad liya gaya to  kya hoga 8 -..10 din mamala garam rehega or bad me chod diya jayga . ye mera mahan desh he yahan par aise logo ka raj he jo atankiyon ke hath aapni ma ko bech chuke hain. or nahin likh sakta  rona aa raha he bhagwan us bachi ko jindgi de ...................