Friday, November 6, 2009

Aakhir Manmohan ne mana "meri suraksha ke karan hui Sumit Varma ki mot" Kiti sharm ki bat

Aakhir Manmohan Singh ne man Liya ki "meri suraksha ke karan hui Sumit Varma ki mot hui hai "unhone varma ki biwi isha ko khat likhkar khed jataya hai .aaj ye .Kitni sharmnak bat hai ki PM sahab ki suraksha ki vajah se kidni ke ek marij ki PGI Chandigarh ke gate par mot ho gai .suraksha karmi use ek se dusre gare par ghumate rahe kyonki ander PM sahab PGI ka nirikshan kar rahe the unhone kya nirikshan kiya ye to pata nahin par agar us din vo yahan nahin aate to Sumit varma ko mot ke muh se nikala ja sakta tha .Or ab Pm sahab ne badi ijjat ke sath man bhi liya ki meri suraksha ke karan aysa hua .Vaha kya bat hai Hindustan Ke PM Ko Ye Likhte hui sharam nahin aayi ki unki vajah se ek deshvasi ke jan gai .
OR Kya likh sakta hun bhai agar PM ki Jagah Mai hota to ek cup pani mein dub kar mar jata .


Kalam chali PM sahab ki besharmi par .

No comments:

Post a Comment