Monday, November 30, 2009
sarkar ne chaina mobail kiye band,janta ke sath dhokha
aaj ek nai khbar , bharat sarkar ko ab yad aaya hai ki chaina mobails desh ke liye khatarnak hain ab vo janta kya kare jisne mobail kharid rakhe hain .kehte hain ki 199 rs mein register kara lo .jab ye phone india ki market mein 2-3 sal pehle aaye the tab sarkar khana gai thi .ye set market mein aate hain tb to chking nahin hote pata hai kyon kyonki ye hindustan hai yahan loktantra chalta hai............
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment